Barfi!
*Aadarniya Shruti ke pitaji
Main jaanta hoon aap apni beti se bohot pyaar karte ho
Woh mujhse pyaar karti hai
Aur main usse bohot pyaar karta hoon
Jab hum sab ek doosre se itna pyaar karte hain
Toh kyun na hum ek parivaar ban jaayein
Kripya apni beti ki shaadi mujhse kara dijiye
Hamara jeevan fir jhilmil sitaaron ka aangan hoga
Rimjhim barasta saawan hoga
Please haan bol dijiye
Aapka aagyakaari
Barfi*